Search results

Saved words

Showing results for "jaa se jaa ko kaam so.ii taa ko raam"

jaa se jaa ko kaam so.ii taa ko raam

jaa kii jaa se lagan hai vaahii vaa ko raam, ruu.ng-ruu.ng se bisraa ho naa kaahuu se kaam

naa la.D, la.Dnaa shaitaan kaa kaam hai, banii pe jo chuuke so tuKHm haraam hai

jaa kaa kaam vaa.ii ko saaje aur kare suu The.ngaa baaje

jaa kaa kaam vaah ko saaje aur kare suu The.ngaa baaje

moTaa aadmii ghaTe na dublaa.e, duble kaa to kaam tamaam ho jaa.e

jajmaan chaahe suvarg ko jaa.e chaahe nark ko, mujhe dahii puurii se kaam

aaTh gaa.nv kaa chaudhrii aur baarah gaa.nv kaa raav, apne kaam na aa.e to aisii taisii me.n jaa.o

tuu gadhii kumhaar kii tujhe raam se kyaa kaam

sukh se dukh bhalaa jo tho.De din kaa ho

KHasam se chhuuTe to yaaro.n ke jaa.e

qasaa.ii kaa bachcha kabhii na sachchaa jo sachchaa so haraamii bachchha

qasaa.ii kaa bachcha kabhii na sachchaa jo sachchaa so haraamii kachchaa

jo giraa khaa.ii ke andar so pa.Daa pher me.n

Thekaa le us kaam kaa jo tujh se hove Thiik

allaah kare baa.nkaa pak.Daa jaa.e, laal KHaan ke lak.De se jak.Daa jaa.e

naa.ii daa.ii , dhobii , bed , qasaa.ii un kaa suu tak kabhii na jaa.ii

ko.ii kaam kare daam se, ham daam kare.n kaam se

uupar se raam raam, bhiitar qasaa.ii kaa kaam

qarz kaa.Dh kare byopaar, mehrii se jo ruuThe bhaTaar, be bulaa.e bole darbaar ye tiino.n pashm ke yaar

kabhii na puujii dvaarkaa kabhii na karve chaut tuu gadhii kumhaar kii tujhe raam se kot

kabhii na puujii dvaarkaa kabhii na karvaa chaut tuu gadhii kumhaar kii tujhe raam se kot

jo ko.ii khaa.e chane kii Tuuk, paanii piive sau sau ghuu.nT

qasaa.ii e kaa bachcha kabhii na sachchaa jo sachchaa so kachchaa

qaazii jii ke marne se kyaa shahr suunaa ho jaa.egaa

sachchii baat jo kahe , bahut ke dil se utar se utar aave

lankaa me.n jo chhoTaa so baavan gaz kaa

jo roTii ko rove so chuulhe par sove

murda dozaKH me.n jaa.e ki bihisht me.n , apne halve maa.nDe se matlab

talvo.n se lagii to sar me.n jaa ke bujhii

was greatly offended or irritated

jo gadhe jiite.n sangraam, to kaahe ko taazii KHarche.n daam

hukm nishaanii bihisht kii jo maa.nge so paa.e

saa.nch vo hai jo aa.nch ko sahe

jo bole so ghii ko jaa.e

whoever ventures a suggestion has to do it himself

jo bole so ghii ko jaave

ghii ke kuppe se jaa lagnaa

find mine of wealth, become wealthy

jo nikle so bhaag dhanii ke

daam kaa kaam baat se nahii.n ho jaataa

raam suhaa.e kare to ko.ii kyaa kar sake

jo chor kii sazaa so merii

uu.nghtaa jaa.e so.e kii KHabar laa.e

jo baaman kii pothii me.n so yaaro.n kii zabaan par

bole so ghii ko jaa.e

foisting an advisor with the responsibility of acting on it

maa.n ko na baap ko jo banegii so aap ko

jo baaman kii jiibh par so baaman kii pothii me.n

jo mere hai so raajaa ke nahii.n

jo mere hai so raaja ke nahii.n

jo mere jii me.n so baaman kii pothii me.n

jhuuTaa jhuuTh se buraa jo sone kaa ho.e

lankaa me.n se jo nikle so baavan gaz kaa

talvo.n se lagnaa sar me.n jaa ke bujhnaa

jhuke jo ko.ii us se jhuk jaa.ii.e, ruke aap se us se ruk jaa.ii.e

jis kaa jo svabhaav jaa.e na us ke jii se, niim na miiThaa ho sii.ncho gu.D aur ghii se

mere us ke jo honaa thaa so ho gayaa

jo baat hai so KHuub hai kyaa baat hai aap kii

at kaa bholaa so.njhnaa Daal paat se jaa.e

sab jiite jii kaa jhag.Daa hai, ye teraa hai ye meraa hai, chal base is duniyaa se , na teraa hai na meraa hai

sab jiite jii kaa bakhe.Daa hai ye teraa hai ye meraa hai, jab chal base is duniyaa se na teraa hai na meraa hai

us kii siikh na siikhiyo jo gur se phir jaay, biddyaa suu.n KHaalii rahe phir paachhe pachhtaay

us purkhaa kii baat par na bharosa rakh, bar-bar jhuuT bole jo din bhar maa.n so lakh

Meaning ofSee meaning jaa se jaa ko kaam so.ii taa ko raam in English, Hindi & Urdu

jaa se jaa ko kaam so.ii taa ko raam

जा से जा को काम सोई ता को रामجا سے جا کو کام سوئی تا کو رام

Proverb

जा से जा को काम सोई ता को राम के हिंदी अर्थ

  • जिस से तुझे काम पड़े वही तेरा ख़ुदा है
  • जिस से मतलब हो उस की ख़ुशामद करनी पड़ती है

جا سے جا کو کام سوئی تا کو رام کے اردو معانی

  • جس سے تجھے کام پڑے وہی تیرا خدا ہے
  • جس سے مطلب ہو اس کی خوشامد کرنی پڑتی ہے

    مثال - تا کو= تیرا، تیرے لیے

Showing search results for: English meaning of ja se ja ko kam soi ta ko ram, English meaning of ja se ja ko kam soyi ta ko ram

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (jaa se jaa ko kaam so.ii taa ko raam)

Name

Email

Comment

jaa se jaa ko kaam so.ii taa ko raam

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words