Search results
Saved words
Showing results for "aamad-o-shud"
Meaning ofSee meaning aamad-o-shud in English, Hindi & Urdu
English meaning of aamad-o-shud
Noun, Feminine
- coming and going
- existence
Sher Examples
ik ajab āmad-o-shud hai ki na maazī hai na haal
'jaun' barpā ka.ī nasloñ kā safar hai mujh meñ
ek ajab aamad-o-shud hai ki na mazi hai na haal
'jaun' barpa kai naslon ka safar hai mujh mein
madār-e-zindagī Thahrā nafas kī āmad-o-shud par
havā ke zor se raushan charāġh-e-bazm-e-hastī hai
madar-e-zindagi Thahra nafas ki aamad-o-shud par
hawa ke zor se raushan charagh-e-bazm-e-hasti hai
ruke hai āmad-o-shud meñ nafas nahīñ chaltā
yahī hai hukm-e-ilāhī to bas nahīñ chaltā
ruke hai aamad-o-shud mein nafas nahin chalta
yahi hai hukm-e-ilahi to bas nahin chalta
आमद-ओ-शुद के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- आना-जाना
- अस्तित्व
آمَدْ و شُدْ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- آنا جانا
- ہستی، وجود
Urdu meaning of aamad-o-shud
- Roman
- Urdu
- aanaa jaana
- hastii, vajuud
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aamadoshud, English meaning of amadoshud
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG-paa
चराग़-पा
.چَراغ پا
the state of being angry or displease
[ Sumail ne Kaukab ki baag modi aur wo charagh-pa ho kar kuchh der baad akhirkar thik samt mein mud gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uruuj
'उरूज
.عُرُوج
success, rising
[ Akbar ke ahd mein Mughal khandan ki taraqqi apne uruj par thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'zuur
मा'ज़ूर
.مَعْذُور
helpless
[ Brown ne ye iqrar bhi kar liya hai ki main Shahname ki haqiqi daad dene se mazoor hun ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alaahida
'अलाहिदा
.عَلاحِدَہ
separate, apart (from)
[ Bete ki khatir bahut se laundi-ghulam aur hathi-ghode, bagh aur pargane alahida kiye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nisf
निस्फ़
.نِصف
half
[ Kamod raat ke pahle nisf pahar mein gaya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
orchard, garden
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maaliyaat
मालियात
.مالِیات
economics
[ Bhagatram ne MA ki degree hasil ki aur apne hi college mein maliyaat ka professor hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHmiina
तख़मीना
.تَخْمِینَہ
appraisement, valuation, estimate, costing
[ Muntazim (Management) ghair-paidawar ashya ka takhmina maang raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharh-numuu
शरह-नुमू
.شَرْح نُمُوْ
growth rate
[ Wazir-e-Maliyat-e-Hind (Finance Minister) ne 2024-25 ke liye sharh-e-numu 6.5 se 7.0 fisad rahne ka takhmina pesh kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zavaal
ज़वाल
.زَوال
decline, wane, decay, fall
[ Angrez Hindustan mein Mughlon ke zawal ka zariya bane ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aamad-o-shud)
aamad-o-shud
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone