Search results
Saved words
Showing results for "aashiyaa.n"
Meaning ofSee meaning aashiyaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of aashiyaa.n
Noun, Masculine
- bird's nest, home
Sher Examples
idhar falak ko hai zid bijliyāñ girāne kī
udhar hameñ bhī hai dhun āshiyāñ banāne kī
idhar falak ko hai zid bijliyan girane ki
udhar hamein bhi hai dhun aashiyan banane ki
mat baiTh āshiyāñ meñ paroñ ko sameT kar
kar hausla kushāda fazā meñ uḌaan kā
mat baiTh aashiyan mein paron ko sameT kar
kar hausla kushada faza mein uDan ka
ham ko is kī kyā ḳhabar gulshan kā gulshan jal gayā
ham to apnā sirf apnā āshiyāñ dekhā kiye
hum ko is ki kya KHabar gulshan ka gulshan jal gaya
hum to apna sirf apna aashiyan dekha kiye
आशियाँ के हिंदी अर्थ
آشِیاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- گھونسلا، پرند کا گھر جسے وہ تنکوں وغیرہ سے بناتا ہے
- رہنے کا گھر، مسکن، اڈا، قیام کی جگہ
- (جز و اول کے ساتھ مل کر) مسکن یا ٹھکانہ رکھنے والا، جس کا مسکن یا ٹھکانا جزو اول کا مفہوم ہے، جیسے: عرش انسان، خلد آشیاں وغیرہ
Urdu meaning of aashiyaa.n
- Roman
- Urdu
- ghonslaa, parind ka ghar jise vo tinko.n vaGaira se banaataa hai
- rahne ka ghar, maskan, aDDa, qiyaam kii jagah
- (juz-o-avval ke saath mil kar) maskan ya Thikaana rakhne vaala, jis ka maskan ya Thikaana juzu avval ka mafhuum hai, jaiseh arsh insaan, Khulad aashyaa.n vaGaira
Compound words of aashiyaa.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aashiyaan, English meaning of ashiyan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadmi ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadmi ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dekhiye kitne khubsurat lagte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aashiyaa.n)
aashiyaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone