Search results
Saved words
Showing results for "baTvaaraa"
Meaning ofSee meaning baTvaaraa in English, Hindi & Urdu
English meaning of baTvaaraa
Noun, Masculine
- deed or document under which partition of land is made, division of (each) person's share of) joint property
- division of an estate, partition, share, allocation, apportionment, distribution, separation of copartner
Sher Examples
baTvārā maqdūr huā to ghar hī kyuuñ
behtar hogā rasta baañT liyā jaa.e
baTwara maqdur hua to ghar hi kyun
behtar hoga rasta banT liya jae
beTā beTī kā hissa kyuuñ khā jaa.e
maiñ ne ḳhud un meñ baTvārā karnā hai
beTa beTi ka hissa kyun kha jae
main ne KHud un mein baTwara karna hai
har ik bhaa.ī kī ḳhvāhish hai ki baTvārā ho ab ghar kā
abhī ham mulk kī taqsīm ke sadme se nikle haiñ
har ek bhai ki KHwahish hai ki baTwara ho ab ghar ka
abhi hum mulk ki taqsim ke sadme se nikle hain
बटवारा के हिंदी अर्थ
بَٹْوارا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- جائداد یا مال مشترک کی تقسیم، ساجھے کی چیزکی حصہ رسدی بان٘ٹ
- فصل کی تیاری پر یا اس سے پہلے پیداوار کی بٹائی
- شرکاء کی علحٰیدگی
- تقسیم نامہ، وہ دستاویز جس میں تقسیم کی تفصیلات اور شرائط درج ہوں
- گاؤں میں ایک کاشتکار کے کھیت کو دوسرے کے کھیت سے الگ اور ممتاز کرنے کے لیے سرکاری طور پر حد بندی
Urdu meaning of baTvaaraa
- Roman
- Urdu
- jaayadaad ya maal mushtark kii taqsiim, saajhe kii chiiz kii hissaa rasadii baanT
- fasal kii taiyyaarii par ya is se pahle paidaavaar kii baTaa.ii
- shurakaa kii alhaa.iidgii
- taqsiim-e-naama, vo dastaavez jis me.n taqsiim kii tafsiilaat aur sharaa.it darj huu.n
- gaanv me.n ek kaashtakaar ke khet ko duusre ke khet se alag aur mumtaaz karne ke li.e sarkaarii taur par hadbandii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of batvara, English meaning of batwaaraa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashaddud
तशद्दुद
.تَشَدُّد
violence, oppression
[ Tashaddud se koi masla hal nahin hota lekin har taraf tashaddud ka hi raaj hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rishvat
रिश्वत
.رِشْوَت
gift for corrupting a judge, a bribe
[ Har mahine tankhvah ke alawa taqriban bees hazar rupaye rishvat mein mil jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shar
शर
.شَر
evil, wrongdoing, badness
[ Zamin par hone vale sab jhagde aur dange aadmi ke shar-pasand hone ke suboot hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shoKH
शोख़
.شوخ
playful, naughty, sprightly, cheerful
[ Bachche ki adaten thodi shokh hon to achchhi lagti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shajar
शजर
.شَجَر
tree, plant, shrub
[ Barfbari ho rahi thi aur shajar jaise thithure huye khade nazar aa rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aahada
मु'आहदा
.مُعاہَدَہ
contract, covenant, agreement, confederacy, alliance
[ Donon fariq ke darimyan ye muahada hua ki vo ek dusre ke muamale mein dakhl na den ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir-KHvaar
शीर-ख़्वार
.شِیر خوار
a suckling, infant, babe
[ Bahut chhota bachcha jis ki khurak dudh hi ho use shir-khwar kaha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shutar
शुतर
.شُتَر
camel
[ Shuturmurgh aisa parinda hai jiski gardan aur tangen oont ke mushabeh hoti hain isi liye use shuturmurgh kaha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dasht
दश्त
.دَشْت
desert, a steppe, an arid plain, a forest
[ Ye ek aisa ilaqa hai jahan hare-bhare jangalat, dasht-o-bayaban sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaaduu-nigaah
जादू-निगाह
.جادُو نِگاہ
glance which casts a charm, spell
[ Rahim ek jadu-nigah hasina ke aankhon ke tir se ghayal ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (baTvaaraa)
baTvaaraa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone