Search results
Saved words
Showing results for "chii.n-bar-jabii.n"
Meaning ofSee meaning chii.n-bar-jabii.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of chii.n-bar-jabii.n
Sher Examples
yaar haiñ chīñ-bar-jabīñ sab mehrbāñ koī nahīñ
ham se hañs kar bolne vaalā yahāñ koī nahīñ
yar hain chin-bar-jabin sab mehrban koi nahin
hum se hans kar bolne wala yahan koi nahin
merī vafā pe aap hī chīñ-bar-jabīñ nahīñ
maiñ ḳhud bhī sochtā huuñ ye kyā ho gayā mujhe
meri wafa pe aap hi chin-bar-jabin nahin
main KHud bhi sochta hun ye kya ho gaya mujhe
chīñ-bar-jabīñ na ai but-e-chīñ rah ġhurūr se
tasvīr kā hai aib jo chehra bigaḌ gayā
chin-bar-jabin na ai but-e-chin rah ghurur se
taswir ka hai aib jo chehra bigaD gaya
चीं-बर-जबीं के हिंदी अर्थ
विशेषण
- जिसके माथे पर नाखुशी से बल पड़ गए हों, अप्रसन्न, रुष्ट, नाखुश
چیں بر جبیں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- تیوری پر بل، پیشانی پر شکن یا سلوٹ جس سے غصہ یا ناراضگی ظاہر ہو، ناراضگی
Urdu meaning of chii.n-bar-jabii.n
- Roman
- Urdu
- tyaurii par bil, peshaanii par shikan ya silvaT jis se Gussaa ya naaraazgii zaahir ho, naaraazgii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of cheenbarjabeen, English meaning of chinbarjabin
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hashshaash
हश्शाश
.ہَشّاش
cheerful, happy
[ Ye waqt bhi ajib hota hai koi hashash koi ghamgin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.iriin
ज़ाइरीन
.زائرین
pilgrims, visitors, travelers
[ Agle mahine haj zaaerin kaa pahla qafila niklega ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittilaa'
इत्तिला'
.اِطَّلاع
information, knowledge, intimation
[ Chori ke mutalliq police ko ghalat ittila mili ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'inaayat
'इनायत
.عِنایَت
kindness, courtesy
[ kisi ki inayat be-sabab nahin hotin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
samaa'at
समा'अत
.سَماعَت
the act of listening, the sense or power of hearing
[ Bahut hi zor ki awaz se parda-e-sama'at phat bhi sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taftiish
तफ़तीश
.تَفْتِیش
examination, investigation
[ Ek aala afsar ne apne shoba mein kuchh manmani taqarruri kar di, uski taftish honi chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taasiir
तासीर
.تاثِیْر
effect
[ Zyada-tar phalon ki tasir thandi hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHushgavaar
ख़ुशगवार
.خوش گَوار
friendly, reconcilement
[ Zaman-e-sabiq mein Sikhon aur Musalmanon ke ta'alluq khushgawar the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uryaa.n
'उर्यां
.عُرْیاں
naked, nude
[ Tamam kapadon hatta ki zewaron tak se mahroom karke bilkul uryan kar diya gaya tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rusuum
रुसूम
.رُسُوم
customs, traditions, commission, rituals
[ Arya Samaj ke log murti-puja aur purane rusum ko nahin mante ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (chii.n-bar-jabii.n)
chii.n-bar-jabii.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone