Meaning ofSee meaning Gaflato.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of Gaflato.n
Noun, Plural
Sher Examples
aah vo manzil jo merī ġhaflatoñ se gum huī
haa.e vo rahbar jo mujh ko raah se bhaTkā ga.e
aah wo manzil jo meri ghaflaton se gum hui
hae wo rahbar jo mujh ko rah se bhaTka gae
unvān ġhaflatoñ ke haiñ qurbat ho yā visāl
bas fursat-e-hayāt 'firāq' ek raat hai
unwan ghaflaton ke hain qurbat ho ya visal
bas fursat-e-hayat 'firaq' ek raat hai
tere virse pe haiñ ġhāsib kī uqābī nazreñ
ġhaflatoñ se nahīñ rahte ye javāhar baaqī
tere wirse pe hain ghasib ki uqabi nazren
ghaflaton se nahin rahte ye jawahar baqi
ग़फ़लतों के हिंदी अर्थ
संज्ञा, बहुवचन
- बेहोशी, मदहोशी
غَفْلَتَوں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، جمع
- لا پروائی، بے احتیاطی
Urdu meaning of Gaflato.n
- Roman
- Urdu
- laaparvaa.ii, be ehatiyaatii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of gaflaton, English meaning of gaphlaton
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taraazuu
तराज़ू
.تَرازُو
scale, balance, pair of scales
[ Hira ho ya koyla tarazu har chiz ko taulta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHtiyaar
इख़्तियार
.اِخْتِیار
authority, control
[ Har shakhs ko ikhtiyar hai ki apni marzi chalaye lekin dosron ka haq marne ka ikhtiyar use nahin diya ja sakta ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarbiyat
तर्बियत
.تَرْبِیت
education, guiding and teaching etiquette and manners
[ Jo shakhs ki layaq ho usko tarbiyat karna chahiye aur na-layaq ko hargiz tarbiyat na kare ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabiis
ख़बीस
.خَبِیث
wretch, vile
[ Khabees aadmi se achchhe bartav ki ummeed nahin ki ja sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buKHaaraat
बुख़ारात
.بُخارات
steam, mist, fog
[ Suraj ki garmi se samnudar ka pani bukhaaraat mein tabdil ho kar fiza mein jama hota hai aur barish ka sabab banta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaarij
ख़ारिज
.خارِج
rejected, excluded, expelled
[ Mulzim be-qusoor sabit hua isliye muqadma adalat se kharij kar diya gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaarat
ज़ियारत
.زِیارَت
seeing or visiting a holy place
[ Ajmer mein har saal lakhon log ziyarat ke liye aate hain, wahan Khwaja Gharib Nawaz ka mazar hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHairiyat
ख़ैरियत
.خَیرِیَت
welfare, well-being, good health
[ Mohit ka bhai jab se gaya tha uski koi khairiyat nahin mili thi isliye voh pareshan tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jarii
जरी
.جَری
brave, valiant
[ Bhagat Singh jaise nidar aur jari shakhs kam hi dikhayi dete hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarjiih
तर्जीह
.تَرْجِیح
preference, priority, superiority
[ Na gore ko kale par na unche ko niche par tarjih hasil hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (Gaflato.n)
Gaflato.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone