Search results
Saved words
Showing results for "gul-e-mahtaab"
Meaning ofSee meaning gul-e-mahtaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of gul-e-mahtaab
Noun, Masculine
- a rose blooming at night (in India)
- the shadow falling in moonlight from the leaves of trees
Sher Examples
shab bhar ravāñ rahī gul-e-mahtāb kī mahak
pau phūTte hī ḳhushk huā chashma-e-falak
shab bhar rawan rahi gul-e-mahtab ki mahak
pau phuTte hi KHushk hua chashma-e-falak
mahbūb-e-ḳhudā ne tujhe nāyāb banāyā
qad sarv kiyā ruḳh gul-e-mahtāb banāyā
mahbub-e-KHuda ne tujhe nayab banaya
qad sarw kiya ruKH gul-e-mahtab banaya
jagmagātī ḳhvāhishoñ kā nuur phailā raat bhar
sehn-e-dil meñ vo gul-e-mahtāb bikhrā raat bhar
jagmagati KHwahishon ka nur phaila raat bhar
sehn-e-dil mein wo gul-e-mahtab bikhra raat bhar
गुल-ए-महताब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक फूल का नाम जिसे गुल-ए-चाँदनी कहते हैं
- वृक्षों के पत्तियों से गुज़र कर ज़मीन की ओर जाने वाली किरणें, चाँदनी रात में पत्तियों की छाया
گُلِ مَہْتاب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ایک پھول جو سینگی کے مشابہ ہوتا ہے، سفید اور ملائم ہوتا ہے، اس کی بیل اپنے جوار کو درخت وغیرہ پر لپٹ کر اوپر چڑھتی ہے، پتّے سیم کے پتّوں کے مشابہ ہوتے ہیں، یہ پھول چاندنی رات میں کِھلتا ہے، گل چاندنی
- درختوں کے پتیوں سے گزر کر زمین کی سمت جانے والی چاندنی شعاعیں، چاندنی رات میں پتیوں کا سایہ
Urdu meaning of gul-e-mahtaab
- Roman
- Urdu
- ek phuul jo siingii ke mushaabeh hotaa hai, safaid aur mulaa.im hotaa hai, is kii bail apne jvaar ko daraKht vaGaira par lipaT kar u.upar cha.Dhtii hai, pate siim ke patto.n ke mushaabeh hote hain, ye phuul chaandnii raat me.n khultaa hai, gul chaandnii
- daraKhto.n ke pattiyo.n se guzar kar zamiin kii simt jaane vaalii chaandnii shuvaa.en, chaandnii raat me.n pattiyo.n ka saayaa
Showing search results for: English meaning of gulemahtaab, English meaning of gulemahtab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (gul-e-mahtaab)
gul-e-mahtaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone