Search results

Saved words

Showing results for "hai ki nahii.n"

hai ki nahii.n

nadii tuu kyo.n gahraatii hai ki mai.n paa.nv hii nahii.n dhartaa

jab KHudaa dene par aataa hai to ye nahii.n puuchhtaa ki tuu kaun hai

nadii tuu kyo.n gahraatii hai ki mai.n paa.nv hii nahii.n Daaltaa

baarah vafaat kii khich.Dii aaj hai kal nahii.n

har ek ke kaan me.n shaitaan ne phuu.nk maar dii hai ki tere baraabar ko.ii nahii.n

kaaT kii haa.nDii ek daf'a cha.Dhtii hai do baar nahii.n cha.Dhtii

kaaT kii haa.nDiyaa ek daf'a cha.Dhtii hai baar baar nahii.n cha.Dhtii

maarte kaa haath pak.Daa jaataa hai kahte kii zabaan nahii.n pak.Dii jaatii

KHudaa sab kii mehnat suvaarat kartaa hai akaarat nahii.n kartaa

kokh kii aa.nch nahii.n sahii jaatii, peT kii aa.nch sahii jaatii hai

gaa.Dii bhar aashnaa.ii kaam kii nahii.n magar rattii bhar naataa kaam aataa hai

naa.Dii kii kuchh sarat nahii.n hai davaa sabho.n kii karte hai.n, bedo.n kaa kyaa jaataa hai, log bichaare marte hai.n

kokh kii aa.nch sahii jaatii hai, pe.Duu kii aa.nch nahii.n sahii jaatii

la.Dko.n kaa khel nahii.n hai

shaadii hai guDDe gu.Diyo.n kaa khel nahii.n hai

wedding costs much, it's not inexpensive

qudrat ke yahaa.n der hai andher nahii.n

allaah ke yahaa.n der hai andher nahii.n hai

zaahid kaa kyaa KHudaa hai hamaaraa KHudaa nahii.n

mu.nh kaa nivaalaa to nahii.n hai

maarte kaa haath pak.Daa jaataa hai kahte kaa mu.nh nahii.n pak.Daa jaataa

jis ke dil me.n rahm nahii.n vo qasaa.ii hai

talvaar kaa ghaav bhar jaataa hai zabaan kaa ghaav nahii.n bhartaa

wound of words is worse than that of a sword

saadhuu kaa kiyaa svaad , bataase nahii.n gu.D hii sahii

ju.Dtii nahii.n he dhaur kii TuuTii , dharii rahe sab daaro buuTii

vahm kii daaruu hii nahii.n

talvaar kaa ghaav bhar jaataa hai zabaan kaa nahii.n bhartaa

me.nh kaa la.Dkaa aur naukarii gha.Dii ghar hii nahii.n hu.aa karte

jab tak uu.nT pahaa.D ke niiche nahii.n aataa, tab tak vo jaantaa hai mujh se uu.nchaa ko.ii nahii.n

maarte kaa haath pak.Daa jaa saktaa hai kahte kaa mu.nh nahii.n paka.Daa jaataa

khilaa.e kaa naam nahii.n, rulaa.e kaa naam hai

kutte teraa mu.nh nahii.n, tere saa.ii.n kaa mu.nh hai

kuvaa bechaa hai kuve kaa paanii nahii.n bechaa

gho.Dii kaa giraa sa.nbhaltaa hai nazro.n kaa giraa nahii.n sa.nbhaltaa

KHudaa ke ghar me.n kamii nahii.n hai

talvaar kaa zaKHm bhar jaataa hai , baat kaa nahii.n bhartaa

khilaa.e kaa naam nahii.n , rolaa.e kaa naam hai

gaa.o, bajaa.o, banne ke lolo hii nahii.n

murde kaa maal nahii.n hai

kuvaa.n bechaa hai , ku.nve.n kaa paanii nahii.n bechaa

ku.nvaa.n bechaa hai ku.nve.n kaa paanii nahii.n bechaa

I have sold well not its water, undue condition, unnecessary or illogical precondition

ku.aa.n bechaa hai ku.e.n kaa paanii nahii.n bechaa

bhale kaa zamaana hii nahii.n

jaa kii achhii saas vaa kaa hii ghar vaas, jaa kii saas nakaara vaa kaa nahii.n guzaara

bande kaa chaahaa kuchh nahii.n hotaa, allaah kaa chaahaa sab kuchh hotaa hai

paanii kaa hagaa mu.nh par nahii.n aataa hai

billii bhii maartii hai chuuhaa to peT ke liye, billii KHudaa vaaste chuuhaa nahii.n maartii

baniyaa detaa hii nahii.n ki puuraa tol

kuu.e ke paas pyaasaa aataa hai kuvaa nahii.n jaataa

talvaar kaa ghaa.o bhartaa hai baat kaa ghaa.o nahii.n bhartaa

abhii ek buu.nT kii do daal nahii.n hu.e hai.n

sardii kaa maaraa panaptaa hai ann kaa maaraa nahii.n panaptaa

kis ke kaan me.n farishte ne nahii.n phuu.nkaa hai

pot kaa chhallaa nahii.n hai

jis ko geho.n kii nahii.n , vo chane hii kii se raazii

ko.ii bhii maa.n ke peT se to le kar nahii.n nikaltaa hai

zar hai to nar hai nahii.n to kumhaar kaa KHar hai

baaqii kaa maaraa gaa.nv , chilmo.n kaa maaraa chuulhaa aur olo.n kaa maaraa khet panaptaa hii nahii.n

naanii jii kaa ghar nahii.n hai

mausii kaa ghar nahii.n hai

Meaning ofSee meaning hai ki nahii.n in English, Hindi & Urdu

hai ki nahii.n

है कि नहींہَے کہ نَہیں

Phrase

है कि नहीं के हिंदी अर्थ

  • मुराद : है, ज़रूर है, यही बात सही है

ہَے کہ نَہیں کے اردو معانی

  • مراد : ہے ، ضرور ہے ، یہی بات صحیح ہے ۔

Showing search results for: English meaning of hai ki naheen, English meaning of hai ki nahin

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (hai ki nahii.n)

Name

Email

Comment

hai ki nahii.n

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words