Search results

Saved words

Showing results for "jab-kaa"

jab-kaa

of that (past) time

jab kaa jab

jab kaa tab

jeb kaaTnaa

jaaT muvaa jab jaaniye jab vaa kaa tiijaa ho

jab dekho tab haazir miyaa.n miTThuu kaa aTaalaa

darzii kaa la.Dkaa jab tak jiyegaa tab tak siyegaa

mev maraa tab jaaniye jab vaa kaa tiijaa ho

'azaab ke farishte

'ajjab kaa maqaam

jab aayaa dehii kaa ant, jaise gadhaa vaise sant

giida.D kii jab shaamat aatii hai to shahr kaa ruKH kartaa hai

someone doomed invites trouble

kaam krodh, madh, lobh kii jab man me.n hove khaan, kaa pandit kaa muurkhaa, do.uu ek samaan

'azaab kaa naazil honaa

dos kyaa diijiye chor ko saahab, band jab aap ghar kaa dar na kiyaa

jhaa.nsii gale kii phaa.nsii , datyaa gale kaa haar , lalat puur na chho.Diye jab tak mile udhaar

jab bhook lagii bha.Dve ko tanduur kii suujhii, aur peT bharaa us kaa to phir duur kii suujhii

dayaa dharm kaa mol hai baap mol abhiyaan, tulsii dayaa na chhaa.Diye jab lag ghaT me.n praan

jab haath men liyaa kaasa to roTiyon kaa kyaa saa.nsaa

saa.nsaa saa.e.n meT de aur na meTe ko, jab ho kaam sandeh kaa to naam usii kaa lo

jiiv kisii kaa mat sataa jab lag paar basaa.e, kaa.nTe hai.n us raah me.n us baTyaa mat jaa.e

sab jiite jii kaa bakhe.Daa hai ye teraa hai ye meraa hai, jab chal base is duniyaa se na teraa hai na meraa hai

TanTaa mat kar jab talk bin TanTe ho.e kaam, TanTaa bis kii bel hai yaa kaa mat le naam

vakiilo.n kaa haath paraa.ii jeb me.n

chi.Diyaa kii jeb aur maa.nDe kaa phuulaa

chi.Diyaa kii jeb aur maa.nDe kaa phapolaa

'ajab terii qudrat, 'ajab tere khel, chhachhuu.ndar lagaa.e cha.nbelii kaa tel

la.Dke ko jab bhe.Diyaa le gayaa tab TaTTii baa.ndhii

kam-baKHtii jab aave uu.nT cha.Dhe ko kuttaa kaaTe

there is no remedy against misfortune

lenaa denaa Dom Dhaa.Diyo.n kaa mohabbat 'ajab chiiz hai

badlii kii dhuup jab nikle jab tez

ba.Dii nanad shaitaan kii chha.Dii, jab dekho tab tiir sii kha.Dii

qudrat ke 'ajab khel hai.n

KHudaa jab kisii ko navaaztaa hai to chhappar phaa.D kar navaaztaa hai

kutte kii dum baarah baras nalve me.n rakhaa jab nakaalii Te.Dhii kii Te.Dhii hii rahegii

huqqa bhar ba.Do.n ko diije jab sulagte tab aap hii piije

kutte kii dum baarah baras nalkii me.n rakhii jab niklii Te.Dhii kii Te.Dhii hii rahegii

bhai.ns duudh ko ka.Dhvaa piive hangaa ghaTe na jab tak jiive

jab baa.D hii khet ko khaa.e to rakhvaalii kaun kare

jab o.Dh lii lo.ii to kyaa karegaa ko.ii

jab unaarii mu.nh kii lo.ii kyaa karegaa ko.ii

Thair Thair ke chaliye jab ho duur pa.Daav, Duub jaat a.ndhiyaav me.n dau.D chalantii naav

jamunaa kinaare ghar kiyaa qarz kaa.Dh ke khaay.n, jab aave ko.ii maa.ngne ga.Dap jamunaa me.n jaay.n

saasar saa.nsaa mat kare dekh thare.Daa kaam, tho.De ko bahtaa kare den lage jab raam

saasa.D saa.nsaa mat kare dekh thare.Daa kaam, tho.De ko bahtaa kare den lage jab raam

'ajab 'ajab ki turaa yaad-e-dostaa.n aamad

jab tuu nyaay kii gaddii par baiThe to apne man se taraf-daari laalach aur krodh ko duur kar

ko.ii ab bole , ko.ii jab bole , merii nakTii shapaashap bole

uu.nT jab bhaagtaa hai to pachchhim ko

everything returns to its origin

tittar bittar ho ga.e sagar Dom ke kaam, namar ga.e jajmaan jab gaa.nTh girah ke daam

parjaa hai ja.D raaj kii raajaa hai jyuu.n ruukh, ruukh suukh kar gir pa.De jab ja.D jaa.e suukh

giida.D uchhlaa uchhlaa jab anguur ke KHoshe tak na pahu.nchaa to kahaa aKH thuu

aage ke dan paachhe ga.e har se kiyaa na hiit, ab pachhtaa.e kyaa huvat jab chi.Diyaa.n chug ga.ii.n khet

uu.nT jab pahaa.D ke niiche aataa hai to aap ko samajhtaa hai

joban thaa jab ruup thaa gaahak thaa sab ko.ii, joban ratan ga.nvaa.e ke baat na puuchhe ko.ii

uu.nT jab pahaa.D ke niiche aataa hai to balbalaanaa bhuul jaataa hai

KHudaa kaa 'azaab

qabr kaa 'azaab

punishment for sins that one suffers in grave

'ajab tamaashe kaa

peT me.n pa.Dii jab duur kii suujhii , bhuuk lagii tanduur kii suujhii

Meaning ofSee meaning jab-kaa in English, Hindi & Urdu

jab-kaa

जब-काجب کا

Vazn : 22

Root word: jab

English meaning of jab-kaa

  • of that (past) time

जब-का के हिंदी अर्थ

  • पिछले समय के, भूत काल की, पूर्व की, गुज़श्ता ज़माने का, पहले का

جب کا کے اردو معانی

  • گزشتہ زمانے کا، سابق کا، پہلا، اس وقت (گزشتہ) کا

Showing search results for: English meaning of jabka, English meaning of jabkaa

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (jab-kaa)

Name

Email

Comment

jab-kaa

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words