Search results
Saved words
Showing results for "jhurmuT"
Meaning ofSee meaning jhurmuT in English, Hindi & Urdu
English meaning of jhurmuT
Noun, Masculine
- multitude, crowd, assembly, gathering
- array (of troops)
- bevy (of girls)
- hiding the face behind a stole
- shawl twisted round the head as a turban
Sher Examples
kahāñ ye baat hāsil hai tirī masjid ko ai zāhid
sahar hote jo ham ne dekhe haiñ jhurmuT shivāle meñ
kahan ye baat hasil hai teri masjid ko ai zahid
sahar hote jo hum ne dekhe hain jhurmuT shiwale mein
ye zulf-e-yār bhī kyā bijliyoñ kā jhurmuT hai
ḳhudāyā ḳhair ho ab mere āshiyāne kī
ye zulf-e-yar bhi kya bijliyon ka jhurmuT hai
KHudaya KHair ho ab mere aashiyane ki
hai nūr-e-basar mardumak-e-dīda meñ pinhāñ yuuñ jaise kanhaiyā
so ashk ke qatroñ se paḌā khele hai jhurmuT aur āñkhoñ meñ panghaT
hai nur-e-basar mardumak-e-dida mein pinhan yun jaise kanhaiya
so ashk ke qatron se paDa khele hai jhurmuT aur aankhon mein panghaT
झुरमुट के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- बहुत से लोगों का समूह, गिरोह
- पास-पास उगे हुए कई पेड़ या झाड़ियाँ जिनकी डालियाँ आपस में मिली हुई हों
- बच्चों का एक खेल जिसमें वे घेरा बनाकर नाचते हैं
- चादर या किसी कपड़े से शरीर को पूरी तरह ढक लेने की क्रिया
جھُرْمُٹ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بھیڑ، ان٘بوہ، گروہ، حلقہ
- (ستاروں کا) مجموعہ
- جُھنڈ، درختوں یا جھاڑیوں کی کثرت، کنج
- قطار (فوج کی)، حرکت (فوج کی)، گھراؤ
- (تصویر کشی) تصویر میں اس کے کسی حصے کی پرچھائیں یا سایا جو باریک یا موٹے خطوں یا رنگ کے اتار چڑھاؤ سے ظاہر کیا جاتا ہے جس سے وہ حصہ بخوبی واضح ہوجاتا ہے، شیڈ، پرچھائیں، پروانہ، عکس
- چادر یا شال وغیرہ سے منھ یا چہرے کو چھپانا، سارے بدن کو ڈھانپنا
- کپڑے کا گھماؤ جس سے جسم یا کوئی عضو ڈھکا جائے، چادر پیچا، پیچ، لپیٹ
Urdu meaning of jhurmuT
- Roman
- Urdu
- bhii.D, amboh, giroh, halqaa
- (sitaaro.n ka) majmuu.aa
- jhunaD, daraKhto.n ya jhaa.Diiyo.n kii kasrat, kunj
- qataar (fauj kii), harkat (fauj kii), ghiraav
- (tasviirakshii) tasviir me.n is ke kisii hisse kii parchhaa.ii.ai.n ya saayaa jo baariik ya moTe Khato.n ya rang ke utaar cha.Dhaa.o se zaahir kiya jaataa hai jis se vo hissaa baKhuubii vaazih hojaataa hai, shaiD, parchhaa.ii.ain, parvaanaa, aks
- chaadar ya shaal vaGaira se mu.nh ya chehre ko chhupaanaa, saare badan ko Dhaa.npnaa
- kap.De ka ghumaav jis se jism ya ko.ii uzuu Dhakaa jaaye, chaadar pechaa, pech, lapeT
Compound words of jhurmuT
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG-paa
चराग़-पा
.چَراغ پا
the state of being angry or displease
[ Sumail ne Kaukab ki baag modi aur wo charagh-pa ho kar kuchh der baad akhirkar thik samt mein mud gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uruuj
'उरूज
.عُرُوج
success, rising
[ Akbar ke ahd mein Mughal khandan ki taraqqi apne uruj par thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'zuur
मा'ज़ूर
.مَعْذُور
helpless
[ Brown ne ye iqrar bhi kar liya hai ki main Shahname ki haqiqi daad dene se mazoor hun ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alaahida
'अलाहिदा
.عَلاحِدَہ
separate, apart (from)
[ Bete ki khatir bahut se laundi-ghulam aur hathi-ghode, bagh aur pargane alahida kiye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nisf
निस्फ़
.نِصف
half
[ Kamod raat ke pahle nisf pahar mein gaya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
orchard, garden
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maaliyaat
मालियात
.مالِیات
economics
[ Bhagatram ne MA ki degree hasil ki aur apne hi college mein maliyaat ka professor hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHmiina
तख़मीना
.تَخْمِینَہ
appraisement, valuation, estimate, costing
[ Muntazim (Management) ghair-paidawar ashya ka takhmina maang raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharh-numuu
शरह-नुमू
.شَرْح نُمُوْ
growth rate
[ Wazir-e-Maliyat-e-Hind (Finance Minister) ne 2024-25 ke liye sharh-e-numu 6.5 se 7.0 fisad rahne ka takhmina pesh kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zavaal
ज़वाल
.زَوال
decline, wane, decay, fall
[ Angrez Hindustan mein Mughlon ke zawal ka zariya bane ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (jhurmuT)
jhurmuT
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone