Search results
Saved words
Showing results for "kaan-e-malaahat"
Meaning ofSee meaning kaan-e-malaahat in English, Hindi & Urdu
English meaning of kaan-e-malaahat
Persian, Arabic - Adjective
- a mine of saltness or beauty
- (Metaphorically) a beautiful person of dark complexion
Sher Examples
maiñ ne jo kahā huuñ maiñ tirā āshiq-e-shaidā ai kān-e-malāhat
farmāne lagī hañs ke suno aur tamāshā ye shakl ye sūrat
main ne jo kaha hun main tera aashiq-e-shaida ai kan-e-malahat
farmane lagi hans ke suno aur tamasha ye shakl ye surat
ai kān-e-malāhat
bātoñ meñ halāvat hai shakar yaar dahan hai
ai kan-e-malahat
baaton mein halawat hai shakar yar dahan hai
ne.amat thī tire husn kī hisse meñ hamāre
tū kān-e-malāhat thā ḳharīdār hamīñ the
neamat thi tere husn ki hisse mein hamare
tu kan-e-malahat tha KHaridar hamin the
कान-ए-मलाहत के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- नमक या नमकीनी का मअदन या सरापा
- अभिप्राय: साँवले रंग का, सुंदर, अति लावण्यमयी सुन्दरी, बहुत ही मलीह हसीना
کانِ مَلاحَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- نمک یا نمکینی کا معَدن یا سراپا
- مراد: سانولے رنگ کا، خوبصورت، بہت صاحب ملاحت
Urdu meaning of kaan-e-malaahat
- Roman
- Urdu
- namak ya namkiinii ka maadan ya saraapaa
- muraadah saa.nvle rang ka, Khuubsuurat, bahut saahib malaahat
Showing search results for: English meaning of kaanemalaahat, English meaning of kanemalahat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hal
हल
.حَل
solution (of a knotty problem), resolution
[ Har masle ka koi na koi hal zaroor hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malhuuz
मलहूज़
.مَلحُوظ
contemplated, regarded, considered
[ Koi kaam karo lekin dusron ka khayal bhi malhuz rahna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istilaah
इस्तिलाह
.اِصْطِلاح
technical term, terminology, term
[ Lughat aur farhang hi wo zariya hain jin mein istilahon ke mani va mafhum bataye jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qatl
क़त्ल
.قَتْل
murder, killing
[ Insani qatl ko baaz auqaat do suraton mein taqsim kar diya jata hai yani iradatan aur ghair-iradatan ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashtii
कश्ती
.کَشْتی
ship, vessel, boat
[ Hukm ki der thi ki maujon ka ek aisa thapeda aaya ki kashti tukde-tukde ho gayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
libaas
लिबास
.لِباس
clothes, dress, attire
[ Shadi haal mein dulhan ke ghar ke sabhi log umda aur khubsurat libas mein maujood the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahluul
महलूल
.مَحْلُول
dissolved, solution
[ Chini aur pani ka mahlool sharbat kahlata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaf
लिहाफ़
.لِحاف
quilt, blanket, quilted counterpane
[ Lihaf ke andar munh dhank kar sona tib ki roo se mana hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kafaalat
कफ़ालत
.کَفالَت
protector, patron
[ Karkunon ki giraftari ki surat mein unke mutalleqin (relatives) ki kafalat ke liye funds nahin the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lihaaz
लिहाज़
.لِحاظ
respect, advertence
[ Muzammil ab bhi jalvat (public place) va khalvat (loneliness) mein unse lihaz baratta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (kaan-e-malaahat)
kaan-e-malaahat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone