Search results
Saved words
Showing results for "KHiraam-e-naaz"
Meaning ofSee meaning KHiraam-e-naaz in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHiraam-e-naaz
Noun, Feminine
- coquettish walk, coquettish way of walking
Sher Examples
ye be-takalluf phirā rahī hai kashish dil-e-āshiqāñ kī us ko
vagarna aisī nazākatoñ pe ḳhirām-e-nāz ik qadam na hotā
ye be-takalluf phira rahi hai kashish dil-e-ashiqan ki us ko
wagarna aisi nazakaton pe KHiram-e-naz ek qadam na hota
tere ḳhirām-e-nāz se aaj vahāñ chaman khile
fasleñ bahār kī jahāñ ḳhaak uḌā ke rah ga.iiñ
tere KHiram-e-naz se aaj wahan chaman khile
faslen bahaar ki jahan KHak uDa ke rah gain
ai rashk-e-sarv-o-sanobar-qadāñ ḳhirām-e-nāz
ki raah dekh rahī haiñ qayāmateñ terī
ai rashk-e-sarw-o-sanobar-qadan KHiram-e-naz
ki rah dekh rahi hain qayamaten teri
ख़िराम-ए-नाज़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- इठलाती हुई चाल, प्रेमियों की चाल, नज़ाकत या नाज़ नख़रों की चाल, मतवाली चाल
خِرامِ ناز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- نزاکت یا ناز نخروں کی چال، متوالی چال، معشوقانہ چال
Urdu meaning of KHiraam-e-naaz
- Roman
- Urdu
- nazaakat ya naaz nakhro.n kii chaal, matvaalii chaal, maashuuqaanaa chaal
Showing search results for: English meaning of khiraamenaaj, English meaning of khiraamenaaz
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fayyaazii
फ़य्याज़ी
.فَیّاضی
generosity, liberality
[ Sonu-Sud ne Corona mutassirin ka taawun fayyazi se kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saKHaavat
सख़ावत
.سَخاوَت
generosity, munificence
[ Hatim Taai apni sakhawat ke liye msh.hur the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aKHlaaq
अख़्लाक़
.اَخْلاق
ethics, morals, courtesy, virtues
[ Buzurgon ki suhbat se aadami ke akhlaq aur kirdar mein char chaand lag jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaafat
शराफ़त
.شَرافَت
dignity, honour
[ Waza-dari (Tradition) aur sharafat ne logon ke mizaj mein khush-gawar rang paida kiya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaamatii
सलामती
.سَلامَتَی
health
[ Jism ki salamati aur uski mazbuti ke waste gosht ka khana zaruriyat se hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaabita
ज़ाबिता
.ضابِطَہ
custom, control, discipline
[ Zindagi mein sukoon-o-chain ke liye zaroori hai ki koyi zabita ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aavun
त'आवुन
.تَعاوُن
cooperation, mutual aid, assistance
[ Shauhar aur biwi ke bich aapas mein taawun zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maatahat
मातहत
.ماتَحَت
subordinate
[ Jo kaam jis maatahat ke supurd hai usi ke zariya us kaam ko un tak pahunchna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ehsaan
एहसान
.اِحْسان
do (someone) a good turn in return for his favour
[ Ehsan ka bakhan karne wale insan ka ehsan kaun manega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aavin
मु'आविन
.مُعاوِن
partner, associate, accompanist
[ Thekedar ne waqt par kaam pura karne ke liye muavin thekedaron ka sahara liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHiraam-e-naaz)
KHiraam-e-naaz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone