Search results
Saved words
Showing results for "KHush raho"
Meaning ofSee meaning KHush raho in English, Hindi & Urdu
Phrase
Root word: KHush
English meaning of KHush raho
- be happy!
Sher Examples
shikva kiyā zamāne kā to us ne ye kahā
jis haal meñ ho zinda raho aur ḳhush raho
shikwa kiya zamane ka to us ne ye kaha
jis haal mein ho zinda raho aur KHush raho
mire liye na ruk sake to kyā huā
jahāñ kahīñ Thahar ga.e ho ḳhush raho
mere liye na ruk sake to kya hua
jahan kahin Thahar gae ho KHush raho
milnā na milnā ye to muqaddar kī baat hai
tum ḳhush raho raho mire pyāre jahāñ kahīñ
milna na milna ye to muqaddar ki baat hai
tum KHush raho raho mere pyare jahan kahin
ख़ुश रहो के हिंदी अर्थ
- प्रसन्न रहो, शाद रहो, कोई तकलीफ़ न पहुँचे
خُوش رہو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- شاد رہو، کوئی تکلیف نہ پہنچے
Urdu meaning of KHush raho
- Roman
- Urdu
- shaad raho, ko.ii takliif na pahunche
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
liyaaqat
लियाक़त
.لِیاقَت
suitability, aptitude, worth
[ Sada Sukhnami ek ashiq-e-Hunud hai jo angrezi mein bhi khasi liyaqat rakhta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzaakara
मुज़ाकरा
.مُذاکَرَہ
discussion, dialogue
[ All India Paimane ke adabi ijtima'aat, conferencen, muzakare aur mushaere unhin ke dam-qadam se munaqid hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaabita-e-aKHlaaq
ज़ाबिता-ए-अख़्लाक़
.ضابِطَۂ اَخْلاق
code of conduct
[ Ghar ki zindagi mein ek zabita-e-akhlaq ki kar-farmayi hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tabassum
तबस्सुम
.تَبَسُّم
smile
[ Tabassum ke siwa kabhi lab-e-mubarak khanda wa qahqaha se aashna nahin hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ishtihaar
इश्तिहार
.اِشْتِہار
advertisement, announcement
[ Aaj ka akhbar ishtiharat se bhara hua hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raa.e-dihii
राय-दिही
.رَائے دِہی
costing voting
[ Rai-dihi intikhabat mein ek aham muqam rakhti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jabii.n
जबीं
.جبیں
the forehead
[ Badshah ke diwan-e-aam mein hazir hote tazim-o-ehtiram mein har ek ki jabin jhuk gayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
larzaa.n
लर्ज़ां
.لَرْزاں
trembling, quivering, shivering
[ Sanobar ne larzan hathon se pyali uthai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intiKHaabaat
इंतिख़ाबात
.اِنْتِخابات
election
[ Intikhabat aate hi leaderan apni siyasi zindagi mein sargarm ho jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zamaanat
ज़मानत
.ضَمانَت
guarantee, security
[ Iski kya zamanat ki chor godam mein naqab nahin lagayenge ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHush raho)
KHush raho
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone