Search results
Saved words
Showing results for "ki"
Meaning ofSee meaning ki in English, Hindi & Urdu
Vazn : 2
Tags: Grammar
English meaning of ki
Conjunction
- that, for introducing statement, hypothesis or result or for introducing an alternative, e.g. this or that?
- so
Sher Examples
maanā ki terī diid ke qābil nahīñ huuñ maiñ
tū merā shauq dekh mirā intizār dekh
mana ki teri did ke qabil nahin hun main
tu mera shauq dekh mera intizar dekh
maiñ bhī bahut ajiib huuñ itnā ajiib huuñ ki bas
ḳhud ko tabāh kar liyā aur malāl bhī nahīñ
main bhi bahut ajib hun itna ajib hun ki bas
KHud ko tabah kar liya aur malal bhi nahin
ḳhudī ko kar buland itnā ki har taqdīr se pahle
ḳhudā bande se ḳhud pūchhe batā terī razā kyā hai
KHudi ko kar buland itna ki har taqdir se pahle
KHuda bande se KHud puchhe bata teri raza kya hai
कि के हिंदी अर्थ
کِہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
حرف عطف
- کسی بات کی وضاحت یا بیان کے لیے جُملۂ بیانیہ کے شروع میں آتا ہے.
- ’’گویا‘‘ ، ’’جیسے‘‘ کے محل پر.
- ’’جو‘‘ کے معنی میں
- ’’یا‘‘ کی جگہ.
- چونکہ کے معنی میں.
- برائے علّت و سبب ، کیونکہ ، اس لیے کہ ، کی جگہ.
- ’’بلکہ‘‘ کے معنی میں.
- ربط کے لئے.
- ناگاہ ، اچانک . یکایک ، فوراً ، اسی دم کے معنوں میں
- ، جملۂ معترضہ کی ابتدا میں.
- کسی بات کا نتیجہ ظاہر کرنے کے لیے.
- (قواعد) صلہ کے طور پر.
- برائے تقابل (دو چیزوں کی صفات وغیرہ میں)
- ، مبادا ، کہیں ایسا نہ ہو کے معنی میں.
- جب ، جس وقت (اب کے بالمقابل)
- برائے اظہاز مقصد ، تاکہ کے معنی میں.
- برائے تاکید ، ’’پھر بھی‘‘ ، ’’بھی‘‘ کے معنی میں.
- جس کی بنا پر ، جس کے ذریعے کے معنی میں.
- جس کے سبب ، جس کے باعث ، جس کی وجہ سے ، چنانچہ کی جگہ
- ، مرکب کلمے میں بطور جزو آخر ، بس ، بل ، جب ، جو، جوں ، کیوں وغیرہ کے ساتھ
Urdu meaning of ki
- Roman
- Urdu
- kisii baat kii vazaahat ya byaan ke li.e jumal-e-byaaniyaa ke shuruu me.n aataa hai
- ''goya'', ''jaise'' ke mahl par
- ''jo'' ke maanii me.n
- ''ya'' kii jagah
- chuu.nki ke maanii me.n
- baraa.e illat-o-sabab, kyonki, is li.e ki, kii jagah
- ''balki'' ke maanii me.n
- rabt ke li.e
- naagaah, achaanak . yakaayak, fauran, isii dam ke maaano.n me.n
- ، jumla-e-motarizaa kii ibatidaa me.n
- kisii baat ka natiija zaahir karne ke li.e
- (qavaa.id) silaa ke taur par
- baraa.e taqaabul (do chiizo.n kii sifaat vaGaira me.n
- ، mabaadaa, kahii.n a.isaa na ho ke maanii me.n
- jab, jis vaqt (ab ke bilmuqaabil
- baraa.e azhaaz maqsad, taaki ke maanii me.n
- baraa.e taakiid, ''phir bhii'', ''bhii'' ke maanii me.n
- jis kii banaa par, jis ke zariiye ke maanii me.n
- jis ke sabab, jis ke baa.is, jis kii vajah se, chunaanche kii jagah
- ، murkkab kalime me.n bataur juzu aaKhir, bas, bil, jab, jo, juu.n, kyo.n vaGaira ke saath
Compound words of ki
Proverbs of ki
Rhyming words of ki
Related searched words
Showing search results for: English meaning of qi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taraazuu
तराज़ू
.تَرازُو
scale, balance, pair of scales
[ Hira ho ya koyla tarazu har chiz ko taulta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHtiyaar
इख़्तियार
.اِخْتِیار
authority, control
[ Har shakhs ko ikhtiyar hai ki apni marzi chalaye lekin dosron ka haq marne ka ikhtiyar use nahin diya ja sakta ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarbiyat
तर्बियत
.تَرْبِیت
education, guiding and teaching etiquette and manners
[ Jo shakhs ki layaq ho usko tarbiyat karna chahiye aur na-layaq ko hargiz tarbiyat na kare ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabiis
ख़बीस
.خَبِیث
wretch, vile
[ Khabees aadmi se achchhe bartav ki ummeed nahin ki ja sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buKHaaraat
बुख़ारात
.بُخارات
steam, mist, fog
[ Suraj ki garmi se samnudar ka pani bukhaaraat mein tabdil ho kar fiza mein jama hota hai aur barish ka sabab banta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaarij
ख़ारिज
.خارِج
rejected, excluded, expelled
[ Mulzim be-qusoor sabit hua isliye muqadma adalat se kharij kar diya gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaarat
ज़ियारत
.زِیارَت
seeing or visiting a holy place
[ Ajmer mein har saal lakhon log ziyarat ke liye aate hain, wahan Khwaja Gharib Nawaz ka mazar hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHairiyat
ख़ैरियत
.خَیرِیَت
welfare, well-being, good health
[ Mohit ka bhai jab se gaya tha uski koi khairiyat nahin mili thi isliye voh pareshan tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jarii
जरी
.جَری
brave, valiant
[ Bhagat Singh jaise nidar aur jari shakhs kam hi dikhayi dete hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tarjiih
तर्जीह
.تَرْجِیح
preference, priority, superiority
[ Na gore ko kale par na unche ko niche par tarjih hasil hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ki)
ki
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone