Search results
Saved words
Showing results for "magan"
Meaning ofSee meaning magan in English, Hindi & Urdu
English meaning of magan
Adjective, Masculine
- absorbed (in), deeply engaged (in)
- drowned (in), sunk (in), immersed, plunged, dipped
- delighted, charmed, well-pleased, glad, happy, jovial, jolly
- deeply in love (with), enamoured (of)
Sher Examples
maiñ abhī us ke tasavvur meñ magan huuñ 'rāshid'
vo bhī aa jaa.e to kah do abhī bāhar Thahre
main abhi us ke tasawwur mein magan hun 'rashid'
wo bhi aa jae to kah do abhi bahar Thahre
judā thī baam se dīvār dar akelā thā
makīñ the ḳhud meñ magan aur ghar akelā thā
juda thi baam se diwar dar akela tha
makin the KHud mein magan aur ghar akela tha
āsmāñ apne irādoñ meñ magan hai lekin
aadmī apne ḳhayālāt liye phirtā hai
aasman apne iradon mein magan hai lekin
aadmi apne KHayalat liye phirta hai
maiñ tire shahr se guzrā huuñ bagūle kī tarah
apnī duniyā meñ magan apne ḳhayālāt meñ gum
main tere shahr se guzra hun bagule ki tarah
apni duniya mein magan apne KHayalat mein gum
yuuñ tirī yaad meñ din raat magan rahtā huuñ
dil dhḌaknā tire qadmoñ kī sadā lagtā hai
yun teri yaad mein din raat magan rahta hun
dil dhDakna tere qadmon ki sada lagta hai
मगन के हिंदी अर्थ
विशेषण, पुल्लिंग
- लीन, डूबा हुआ, बहुत अधिक आनन्द या प्रसन्नता में लीन, मस्त, आनंदित, प्रसन्न, अवशोषित, शोषित, सोखा हुआ
مَگَن کے اردو معانی
Roman
صفت، مذکر
- کسی خیال، (بات یا کام میں) ڈوبا ہوا، مستغرق، منہمک
- بے خود، مست، سرشار
- بہت خوش، مسرور، شاداں
- کسی کام میں محو، نہایت مشغول
- شیدا، فریفتہ، عاشق
Urdu meaning of magan
Roman
- kisii Khyaal, (baat ya kaam men) Duubaa hu.a, musatGarqi, munahmik
- bekhud, mast, sarshaar
- bahut Khush, masruur, shaadaa.n
- kisii kaam me.n mahv, nihaayat mashGuul
- shaidaa, farefta, aashiq
Rhyming words of magan
Compound words of magan
Related searched words
maginot line
قلعہ بندیوں کا سلسلہ جو فرانس کی شمال مشرقی سرحد کے ساتھ ساتھ ۱۹۲۹ ء میں تعمیر ہوا اور ۱۹۴۰ء میں مفتوح۔.
magna-carta
میگنا چارٹا، کسی بادشاہ یا راجہ کی طرف سے عوام کو کسی چیز کا اختیار دینے کا فرمان نامہ یا حکم نامہ
mignonette
جنس ریسیڈا Reseda کا کوئی پودا خصوصاً R. odorata جس میں خوشبودار سبزی مائل بھورے پھول لگتے ہیں، گل مہندی ، فاغیہ۔.
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masruur
मसरूर
.مَسْرُور
happy, joyful, glad, delighted
[ Pole-Dance karte raqqason ne nazireen ko masroor kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mizaahiya
मिज़ाहिया
.مِزَاحِیَہ
humorous, jocular, hilarious
[ Akbar ne apne mazahiya andaz mein bade kargar harbe istimal kiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qahqaha
क़हक़हा
.قَہْقَہَہ
loud laughter, burst of laughter
[ Jashn-e-Rekhta mein Ziya Muhiddin ke tazkir-o-tanis ki qiraat sunte hue log qahqahe laga rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saame'iin
सामे'ईन
.سامِعِین
audience, listeners
[ Mazahiya shaaeri sunte hi same'een hazrat ke qahqahe gunjne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naaziriin
नाज़िरीन
.ناظِرین
beholders, spectators
[ Jashn-e-Rekhta ki wajah se stadium nazireen ki bhid se khacha-khach bhara hua tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaakul
काकुल
.کاکُل
a tuft of hair left on the top of the head
[ Badi begum to tum ne ye maulviyon ki surat kab se banayi hai tumhare sar par to kakulen thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'timaad
ए'तिमाद
.اِعْتِماد
confidence, faith, trust
[ Mauqa-parast shakhs etimad ke laaeq nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kunjii
कुंजी
.کُن٘جی
solution (to), guide
[ aaj-kal bachche sirf kunji padh kar hi imtihan dena chahte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajallii
तजल्ली
.تَجَلّی
appearance, transfiguration
[ Aqidat-mand (devotee) log peer ki ek tajalli pane ke liye beqarar hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mansuuba
मंसूबा
.مَنصُوبَہ
plan, design, scheme, project
[ Hukumat ne ek panch formulai mansuba shuru kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (magan)
magan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone