Search results
Saved words
Showing results for "naadim"
Meaning ofSee meaning naadim in English, Hindi & Urdu
English meaning of naadim
Sher Examples
kis qadar nādim huā huuñ maiñ burā kah kar use
kyā ḳhabar thī jaate jaate vo duā de jā.egā
kis qadar nadim hua hun main bura kah kar use
kya KHabar thi jate jate wo dua de jaega
tire ġhurūr kī ismat-darī pe nādim huuñ
tire lahū se bhī dāman hai dāġhdār mirā
tere ghurur ki ismat-dari pe nadim hun
tere lahu se bhi daman hai daghdar mera
maiñ sach se gurezāñ huuñ aur jhuuT pe nādim huuñ
vo sach pe pashemāñ hai aur jhuuT par āmāda
main sach se gurezan hun aur jhuT pe nadim hun
wo sach pe pasheman hai aur jhuT par aamada
ab use log samajhte haiñ giraftār mirā
saḳht nādim hai mujhe daam meñ laane vaalā
ab use log samajhte hain giraftar mera
saKHt nadim hai mujhe dam mein lane wala
ham ḳhud bhī hue nādim jab harf-e-duā niklā
samjhe the jise patthar vo shaḳhs ḳhudā niklā
hum KHud bhi hue nadim jab harf-e-dua nikla
samjhe the jise patthar wo shaKHs KHuda nikla
नादिम के हिंदी अर्थ
विशेषण
- लज्जित, शमिंदा, संकुचित, पछताने वाला, पश्चात्ताप करने वाला
نادِم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- شرمندہ، خجل، شرمسار، پشیمان، جسے ندامت ہو
Synonyms of naadim
Antonyms of naadim
Idioms of naadim
Related searched words
Showing search results for: English meaning of nadim
Disclaimer: This is Beta version of Rekhta Dictionary undergoing final testing before its official release. In case of any discrepancy, please write to us at dictionary@rekhta.org. or Critique us
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rifaah-e-'aam
रिफ़ाह-ए-'आम
.رِفاہ عام
common, general welfare
[ Talimi bedari ki tahrik bhi ek tarah ka rifah-e-aam hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taadiibii
तादीबी
.تادِیبی
disciplinary, ameliorative
[ Idaare ke bad-unwan mulazimeen wa arakeen ke khilaf tadibi karwayi ki jayegi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHfiif
तख़फ़ीफ़
.تَخْفِیف
reduction, abatement, diminution, decrease
[ Is saal dard-e-sar ne mujhe sakht taklif de rakhi hai, ab to kuchh takhfeef hai lekin etibar nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mohsin
मोहसिन
.مُحْسِن
benefactor, generous, helpful, patron
[ Muhsin shakhs ki zindagi pur-amn hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair-iKHtiyaarii
ग़ैर-इख़्तियारी
.غَیر اِخْتِیاری
involuntary, unintentional
[ Rampur ke mushaere mein ghazal ka matla sunate hi chhink ghai-ikhtiyari taur par aa gayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzir
मुज़िर
.مُضِر
hurtful, harmful
[ Lady Doctor ki raay hai ki motor tak ki harkat tumhare liye muzir hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saKHii
सख़ी
.سَخی
generous, a liberal or bountiful person
[ Adan ko Zamurrad Sabz se banaya us mein sakhi wa adil wa zahid rahenge ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarb
ज़र्ब
.ضَرْب
multiplication, beating, strike
[ do aur do ka zarab karne par zarab ka natija char aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falaahii
फ़लाही
.فَلاحی
welfare, well-being
[ Jab hukmaran khud be-yaqini ka shikar ho jaye to mulki intizam aur qaum se uske falahi rishte lag-bhag khatm ho jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
riyaazii
रियाज़ी
.رِیاضی
mathematics
[ Aaj riyazi ki claas mein taqsim karne ka tariqa sikhaya jayega ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (naadim)
naadim
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone