Search results
Saved words
Showing results for "sar-e-fihrist"
Meaning ofSee meaning sar-e-fihrist in English, Hindi & Urdu
English meaning of sar-e-fihrist
Persian, Arabic - Adverb
-
in the list of top priority
Example • Hindustan sar-e-fihrist anaj-paida-karon mein se ek hai
Adjective
- (Metaphorically) on top of the list, very important
Sher Examples
ye sar-e-fihrist aur ehsān-'dānish' shādbāsh
mujrmoñ meñ aap ke nazdīk goyā ham bhī haiñ
ye sar-e-fihrist aur ehsan-'danish' shadbash
mujrmon mein aap ke nazdik goya hum bhi hain
ye merī ḳhush-nasībī hai ki us but ne ba-dast-e-ḳhud
sar-e-fihrist dīvānoñ meñ merā naam likkhā hai
ye meri KHush-nasibi hai ki us but ne ba-dast-e-KHud
sar-e-fihrist diwanon mein mera nam likkha hai
huuñ misāloñ meñ sar-e-fihrist maiñ
ġham to ye hai be misāloñ meñ raqīb
hun misalon mein sar-e-fihrist main
gham to ye hai be misalon mein raqib
सर-ए-फ़िहरिस्त के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - क्रिया-विशेषण
-
क्रम-सूची के आरंभ में उल्लिखित
उदाहरण • हिंदुस्तान सर-ए-फ़िहरिस्त अनाज पैदाकारों में से एक है
विशेषण
- (लाक्षणिक) प्राथमिक्ता की सूची में सर्वोच्च, सब से विशेष
سَرِ فِہْرِست کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - فعل متعلق
-
فہرست کے شروع میں مندرج
مثال • ہندوستان سر فہرست اناج پیدا کاروں میں سے ایک ہے
صفت
- (مجازاً) سب سے مقدم، سب سے اہم
Urdu meaning of sar-e-fihrist
- Roman
- Urdu
- fahrist ke shuruu me.n mundraj ; (majaazan) sab se muqaddam, sab se aham
- (majaazan) sab se muqaddam, sab se aham
Showing search results for: English meaning of sarefihrist, English meaning of sarephihrist
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahbuuba
महबूबा
.مَحبُوبَہ
sweetheart, mistress, beloved
[ Aashiq apni mahbuba ki zulfon ki laton mein ulajh kar rah gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masnuu'aat
मस्नू'आत
.مَصْنُوعات
created things, things artificially made
[ Rasgulle, Kalakand, dahi waghaira dairy masnu'aat hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tamGaa
तम्ग़ा
.تَمْغا
medal
[ Akram ne nishane-bazi mein kaanse ka tamgha jita ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garqaab
ग़र्क़ाब
.غَرْقاب
drowned
[ Qaum ki naav tassub ke dariya mein gharqab thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aashiq
'आशिक़
.عاشِق
lover, sweet-heart
[ Mahbuba ki aankhon mein ashiq ko kainat nazar ati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
visaal
विसाल
.وِصال
meeting, union
[ Surdas ne Radha se wisal ka bayan bade dilkash pairaae mein kiya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zulf
ज़ुल्फ़
.زُلْف
curling lock, ringlet, lock, tress
[ Shaer ne lambe balon wali aurat ke zulfon ko ghanghor ghata ke manind thahraya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hizb-e-iKHtilaaf
हिज़्ब-ए-इख़्तिलाफ़
.حِزْبِ اِخْتِلاف
opposition, opposition party
[ Hizb-e-ikhtilaf ne parliament ka boycott karne ka elan kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaa.inaat
काइनात
.کائِنات
the universe, the world
[ Ilm-e-Nujum (Astronomy) ne kaainat ki pur-asrariyat (Mistry) ko samjhne mein madad ki hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabe'
ताबे'
.تابِع
obedient, subservient, subordinate, attendant
[ Agar ham apni khvahishat ke taabe ho jaayen aur aql ka istemal na karein to zindagi mushkilaat mein ghir sakti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (sar-e-fihrist)
sar-e-fihrist
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone