Search results

Saved words

Showing results for "tuu hai aur mai.n huu.n"

tuu hai aur mai.n huu.n

aaj mai.n huu.n aur vo hai

aaj mai.n huu.n aur tum ho

tuu kahaa.n aur mai.n kahaa.n

tuu kaun aur mai.n kaun

ko.ii jaltaa hai to jalne do, mai.n aap hii jaltaa huu.n

mai.n huu.n yaa KHudaa kii zaat hai

speak to revealing solitude or helplessness

mai.n tujh par aur tuu mujh par

mai.n tujhe chaahuu.n aur tuu kaale Dhii.ng ko

jo bairii ho.n bahut se aur tuu hove ek, miiThaa ban kar nikas jaa yahii jatan hai nek

kap.Daa kahtaa hai tuu kar mujhe tah, mai.n tujhe karu.n shah

nadii tuu kyo.n gahraatii hai ki mai.n paa.nv hii nahii.n dhartaa

nadii tuu kyo.n gahraatii hai ki mai.n paa.nv hii nahii.n Daaltaa

ko.ii jale to jalne do mai.n aap hii jaltaa huu.n

jag jalaa to jalne de, mai.n aap hii jaltii huu.n

baarah baras kii kannyaa aur chhaTii raat kaa bar vo to piive duudh hai teraa man maane so kar

jidhar dekhtaa huun udhar tuu hii tuu hai

mai.n to bin daamo.n Gulaam huu.n

baajra kahe mai.n huu.n akelaa do moslii se la.Duu.n akelaa jo merii taajo khich.Dii khaa.e to turat boltaa KHush ho jaa.e

mai.n to charaaG saharii huu.n

dekho to mai.n kyaa kartaa huu.n

TuuTii hai to kisii se ju.Dii nahii.n aur ju.Dii hai to ko.ii to.D saktaa nahii.n

saa.ii.n tujh bin kaun hai jo kare nayyaa paar, tuu hii aavat hai nazar chahuu.n or kartaar

aataa to sabhii bhalaa tho.Daa bahut kuchh, jaataa bas do hii bhale daliddar aur dukh

jab kamar me.n zor hotaa hai to madaar saahab bhii dete hai.n

jab tuu nyaay kii gaddii par baiThe to apne man se taraf-daari laalach aur krodh ko duur kar

duudh me.n miThaas milaa.o to aur bhii mazaa degaa

jo tuu hii raaja huvaa apnaa sukh mat Thaan, phikar aur phakiir ke dukh sukh par kar dhyaan

jo kosat bairii mare aur man chitve dhan hoy, jal maa.n ghii niksan laage to ruukhaa khaa.e na koy

kiyaa aur kar na jaanaa, mai.n hotii to kar dikhaatii

apne lage to piiTh me.n aur ke lage to bhiiT me.n

dekhne aur sunne me.n ba.Daa farq hai

kaayath aur kashmiirii me.n ba.Daa ittifaaq hai

there is much similarity between two sects

KHudii aur KHudaa.ii me.n biir hai

God does not like self-conceit

aaTh gaa.nv kaa chaudhrii aur baarah gaa.nv kaa raav, apne kaam na aa.e to aisii taisii me.n jaa.o

dillii me.n rahe aur bhaa.D hii jho.nkaa

sach kahuu.n to maa.n maarii jaa.e aur jhuuT kahuu.n to baap kuttaa khaa.e

ab to huu.n mai.n uunii uunii jab ho.ngii sab se duunii

jaaT kahe sun jaaTnii yaa hii gaa.nv me.n rahnaa, uu.nT bilayyaa le ga.ii to haa.n jii haa.n jii kahnaa

do in Rome as Romans do, one has to agree with others for a peaceful coexistence

baarah baras dillii me.n rahe aur bhaa.D hii jho.nkaa

did not learn anything despite opportunities

kuttaa paa.e to savaa man khaa.e , nahii.n to zabaan hii chaaT kar rah jaa.e

saavan sove saa.nthre aur maah kharerii khaaT , aap hii mar jaa.e.nge to jeTh chale.nge baaT

do pyaale pii to le.n , haram-zadagii to peT me.n hai

huqqe aur baato.n me.n bair hai

safar aur saqar me.n ek nuqte kaa farq hai

giida.D jab jhere me.n giraa to kahaa aaj yahii.n muqaam hai

baap Dom aur Dom hii daadaa, kahe miyaa.n mai.n sharmaa-zaada

guu me.n kau.Dii gire to daa.nto.n se uThaataa hai

aise aise to merii jeb me.n pa.De rahte hai.n

I am smarter than you are (to show utter contempt)

me.nhdii to paa.nv me.n nahii.n lagii hai

gaa.nTh me.n zar hai to nar hai , nahii.n to KHar hai

maar ki.e jaa.o fatah-o-shikast to KHudaa ke haath me.n hai

saa.ii.n kaa rakh aasraa aur vaahii kaa le naam, do jag me.n bharpuur ho.n jo tere sagre kaam

mehar to bahut hai par chhaatiyo.n me.n duudh nahii.n

sach aur jhuuT me.n chaar u.ngal kaa farq hai

baa.nh TuuTtii hai to gale me.n aatii hai

aa.nkh me.n sharm ho to jahaaz se bhaarii hai

maa.n Daayan ho ga.ii to kyaa bachcho.n hii ko khaa.egii

maa.n maare aur maa.n hii pukaare

yuu.n mat jii me.n jaan tuu kii manukh ba.Daa jag biich, yaad binaa kartaar kii hai niichan kaa niich

Meaning ofSee meaning tuu hai aur mai.n huu.n in English, Hindi & Urdu

tuu hai aur mai.n huu.n

तू हे और मैं हूँتُو ہَے اور میں ہُوں

Phrase

तू हे और मैं हूँ के हिंदी अर्थ

  • अब और कोई नहीं, अब ऐसा बदला लूंगा कि तो भी याद करे

تُو ہَے اور میں ہُوں کے اردو معانی

  • اب اور کوئی نہیں؛ اب ایسا بدلہ لوں گا کہ تو بھی یاد کرے

Showing search results for: English meaning of too hai aur main hoon, English meaning of tu hai aur main hun

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (tuu hai aur mai.n huu.n)

Name

Email

Comment

tuu hai aur mai.n huu.n

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words