Search results
Saved words
Showing results for "baT"
Meaning ofSee meaning baT in English, Hindi & Urdu
English meaning of baT
Noun, Masculine
Sher Examples
dekhte dekhte ik ghar ke rahne vaale
apne apne ḳhānoñ meñ baT jaate haiñ
dekhte dekhte ek ghar ke rahne wale
apne apne KHanon mein baT jate hain
daulat-e-duniyā nahīñ jaane kī hargiz tere saath
baad tere sab yahīñ ai be-ḳhabar baT jā.egī
daulat-e-duniya nahin jaane ki hargiz tere sath
baad tere sab yahin ai be-KHabar baT jaegi
girjā meñ mandiroñ meñ azānoñ meñ baT gayā
hote hī sub.h aadmī ḳhānoñ meñ baT gayā
girja mein mandiron mein azanon mein baT gaya
hote hi subh aadmi KHanon mein baT gaya
बट के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- किसी चीज का गोला।
- बड़ का पेड़। वट।
- बड़ का पेड़; वट
- सिल पर मसाला, चटनी आदि पीसने का बट्टा
- मार्ग; रास्ता; बाट
- किसी वस्तु का गोला
- वस्तुओं को तौलने का बाट
- बड़ा नाम का पकवान।
بَٹ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بان٘ٹ ، تقسیم ، حصہ ، جیسے : کھیت بٹ (رک)۔
- (ریاضی اعداد کسری میں بمعنی حصہ مستعمل، جیسے : دوبٹا تین 3/2 یعنی تین حصوں میں سے دو حصے (اس کی علامت ایک چھوٹی سی سیدھی لکیر ہے).
- تقویٰ کی گرہیں پرہیزگاری کا بٹ بل چاہیے.
- برگد یا بڑ کا درخت ، (لاط) Ficus Indica
- وہ لوہا یاپتھرجس سے وزن کرتے ہیں، تولنے کا بٹا، باٹ
- کوڑی ، لاط : cypoea Moneta .
- وہ شکن جو فربہی سے پیٹ میں پڑجاتی ہے.
- اوجھڑی کا وہ موٹا حصہ جس میں خار نہیں ہوتے.
- گھوڑے کی آن٘ت کا سرا جس کے سکڑنے یا پھول جانے سے لید کرنے میں تکلیف ہوتی ہے.
- بدھی ، وہ نشان جو ضرب یا کس کر بان٘دھنے سے پڑ جائے.
- بدن میں گٹھل اٹھنے کی بیماری.
- بچوں کے ہاتھ پیر پر گوشت کا ابھرا پن.
- ڈھلے ہوئے برتن کی سطح کے اوپر کاکھردرا پن اورشکن وغیرہ جوڈھلائی میں پڑجاتی ہے.
اسم، مؤنث
- باٹ ، راستہ، پگڈنڈی (عموماً ترکیب میں مستعمل، جیسے : بٹ پارہ، بٹ مار) .
Urdu meaning of baT
- Roman
- Urdu
- baanT, taqsiim, hissaa, jaise ha khet baT (ruk)
- (riyaazii aadaad qasrii me.n bamaanii hissaa mustaamal, jaise ha dobTaa tiin 3/2 yaanii tiin hisso.n me.n se do hisse (us kii alaamat ek chhoTii sii siidhii lakiir hai)
- taqvaa kii girhe.n parhezgaarii ka baT bil chaahi.e
- bargad ya ba.D ka daraKht, (laat) Ficus Indic
- vo lohaa ya patthar jis se vazan karte hain, taulne ka baTaa, baaT
- ko.Dii, laat ha cypoea Moneta
- vo shikan jo farbihii se peT me.n pa.Djaatii hai
- ojha.Dii ka vo moTaa hissaa jis me.n Khaar nahii.n hote
- gho.De kii aant ka siraa jis ke siku.Dne ya phuul jaane se liid karne me.n takliif hotii hai
- badhdhii, vo nishaan jo zarab ya kis kar baandhne se pa.D jaaye
- badan me.n guTThal uThne kii biimaarii
- bachcho.n ke haath pair par gosht ka ubhraa pan
- Dhale hu.e bartan kii satah ke u.upar ka khurdaraa pan aur shikan vaGaira jo Dhalaa.ii me.n pa.Djaatii hai
- baaT, raasta, pagDanDii (umuuman tarkiib me.n mustaamal, jaise ha baT paara, baT maar)
Compound words of baT
Rhyming words of baT
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (baT)
baT
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone