Search results
Saved words
Showing results for "bure"
Meaning ofSee meaning bure in English, Hindi & Urdu
English meaning of bure
Adjective, Plural
- bad, rude, discourteous
Sher Examples
burā bure ke alāva bhalā bhī hotā hai
har aadmī meñ koī dūsrā bhī hotā hai
bura bure ke alawa bhala bhi hota hai
har aadmi mein koi dusra bhi hota hai
shāḳheñ rahīñ to phuul bhī patte bhī ā.eñge
ye din agar bure haiñ to achchhe bhī ā.eñge
shaKHen rahin to phul bhi patte bhi aaenge
ye din agar bure hain to achchhe bhi aaenge
dostī kis se na thī kis se mujhe pyaar na thā
jab bure vaqt pe dekhā to koī yaar na thā
dosti kis se na thi kis se mujhe pyar na tha
jab bure waqt pe dekha to koi yar na tha
aish ke yaar to aġhyār bhī ban jaate haiñ
dost vo haiñ jo bure vaqt meñ kaam aate haiñ
aish ke yar to aghyar bhi ban jate hain
dost wo hain jo bure waqt mein kaam aate hain
ho na māyūs ḳhudā se 'bismil'
ye bure din bhī guzar jā.eñge
ho na mayus KHuda se 'bismil'
ye bure din bhi guzar jaenge
बुरे के हिंदी अर्थ
विशेषण, बहुवचन
- बुरा, असभ्य, हतोत्साहित
بُرے کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، جمع
- برا کی محرف صورت، ترکیبات میں مستعمل، بد، خراب، جس میں کوئی ظاہری یا باطنی نقص عیب یا خرابی ہو
Urdu meaning of bure
- Roman
- Urdu
- buraa kii muharrif suurat, tarkiibaat me.n mustaamal, bad, Kharaab, jis me.n ko.ii zaahirii ya baatinii nuqs a.ib ya Kharaabii ho
Compound words of bure
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nazar-andaaz
नज़र-अंदाज़
.نَظَر اَنداز
ignore, unnoticed, unworthy
[ Ye shoba (Department) aaj bhi intizamiya (Management) ka nazar-andaz kiya hua hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariif
शरीफ़
.شَریف
of high rank or dignity, exalted, eminent, honourable, noble
[ Rajput rajaon mein Mewad ka Rana sabse bada aur sharif samjha jata tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zauj
ज़ौज
.زَوج
spouse, consort, husband
[ Kamyab zindagi ke liye zauj ka ek dusre ko samajhna zaroori hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHasaara
ख़सारा
.خَسارَہ
loss, damage, deficit
[ Ghair-qanuni kaam se khasara hi hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naadaan
नादान
.نادان
ignorant, unlearned
[ Akhbar wale bhi kitne nadan hote hain chand maah baad uthne wale tufan ka bhi andaza nahin kar sakte ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farsuuda
फ़र्सूदा
.فَرْسُودَہ
eroded, weathered, spoiled by time or age, effaced
[ Farsooda soch rakhne wale log hamesha piche rah jate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Mobile Apps ki madad se online farokht ki raftar mein zarbardast izafa hua hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maahir
माहिर
.ماہِرْ
expert
[ Maahir ustaad bachchon ko behtarin tariqe se padhate hain taki vo achche number haasil kar sakein ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaa.n
ज़ियाँ
.زِیاں
damage, loss, detriment
[ Waqt ka zaaye karna darasl zindagi ka ziyan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tuuda
तूदा
.تُودَہ
mound, heap, stack
[ Barish ne mitti ke tudon ko khiska diya aur rasta band ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (bure)
bure
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone