Search results
Saved words
Showing results for "gurezaa.n"
Meaning ofSee meaning gurezaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of gurezaa.n
Adjective
- escaping, avoiding, deviating
Sher Examples
kuchh gurezāñ bhī rahe ham ḳhud se
kuchh kahānī bhī alamnāk huī
kuchh gurezan bhi rahe hum KHud se
kuchh kahani bhi alamnak hui
raushnī mujh se gurezāñ hai to shikva bhī nahīñ
mere ġham-ḳhāne meñ kuchh aisā añdherā bhī nahīñ
raushni mujh se gurezan hai to shikwa bhi nahin
mere gham-KHane mein kuchh aisa andhera bhi nahin
aap jis dil se gurezāñ the usī dil se mile
dekhiye DhūñDh nikālā hai kahāñ se maiñ ne
aap jis dil se gurezan the usi dil se mile
dekhiye DhunDh nikala hai kahan se main ne
ai mire ghar kī fazāoñ se gurezāñ mahtāb
apne ghar ke dar-o-dīvār ko kaise chhoḌūñ
ai mere ghar ki fazaon se gurezan mahtab
apne ghar ke dar-o-diwar ko kaise chhoDun
maiñ sach se gurezāñ huuñ aur jhuuT pe nādim huuñ
vo sach pe pashemāñ hai aur jhuuT par āmāda
main sach se gurezan hun aur jhuT pe nadim hun
wo sach pe pasheman hai aur jhuT par aamada
गुरेज़ाँ के हिंदी अर्थ
विशेषण
- अनिच्छुक, अलग रहने वाला, बचते हुए, भागता हुआ, भाग कर जाता हुआ, बचकर निकल जानेवाला, पास न आने वाला
گُریزاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- بھاگنے پر آمادہ، بھاگتا ہوا
- متنفر، مجتنب، محترز
Urdu meaning of gurezaa.n
- Roman
- Urdu
- bhaagne par aamaada, bhaagtaa hu.a
- mutanaffir, mujtanib, muhtariz
Synonyms of gurezaa.n
Compound words of gurezaa.n
Rhyming words of gurezaa.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of gurejaan, English meaning of gurejan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nazdiik
नज़दीक
.نَزْدیک
near, close
[ Apni tahreer se unhone hamein apne nazdik bula liya tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paimaana
पैमाना
.پَیمانَہ
goblet, cup, bowl, measure, standard, yardstick, plane scale
[ Aqa ham ko barakat dijiye aur ek paimana tel ka dijiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zavaal
ज़वाल
.زَوال
after noon when the sun is on the decline, decline, wane, decay, fall
[ Angrez Hindustan mein Mughlon ke zawal ka zariya bane ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alaihida
'अलैहिदा
.عَلَیحِدَہ
one by one, apiece, separate
[ Usne aahista se kaha ki mujhe akele mein kuchh baat kahni hai aur main utha aur uske sath alaihida chala gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saaz
साज़
.ساز
articles, goods, musical instrument
[ Bhatkhande University museum mein har qism ke saaz rakhe hue hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajdiid
तजदीद
.تَجْدِید
renewal, revival, novelty, renovation
[ Ham hindustani har saal aazadi ke din aazadi ke khwab ki tajdid karte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tabla
तबला
.طَبْلَہ
small drum
[ Har jahaz par ek-ek raqs toli thi, been, rabab, tabla, sarangi waghaira sab maujood the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
cha.ng
चंग
.چَن٘گ
harp, lute, claw, grip
[ Jashn men musiqi ke sabhi fankaron ke sath chang ka fankar bhi maujood tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
amrad
अमरद
.اَمْرَد
young beardless boy, handsome youth
[ Budhiya ne kaha vo sivaye is ke aur kuch nahin chahti ki tu bila dadhi ke amrad ho jaye taki tere chehre par koi aisi chiz baqi na rahe jo us ke chubhe ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaft
बाफ़्त
.بافْت
tissue
[ Chuna patthar mein hargiz wo bilori baft nahin payi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (gurezaa.n)
gurezaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone