Search results
Saved words
Showing results for "istiqbaal"
Meaning ofSee meaning istiqbaal in English, Hindi & Urdu
English meaning of istiqbaal
Noun, Masculine
- the ceremony of meeting and receiving a visitor, welcome, reception
- going forth to meet, encountering, meeting
- (Grammar) the future tense, future
- futurity
Sher Examples
aayā hai ik rāh-numā ke istiqbāl ko ik bachcha
peT hai ḳhālī aañkh meñ hasrat hāthoñ meñ gul-dasta hai
aaya hai ek rah-numa ke istiqbaal ko ek bachcha
peT hai KHali aankh mein hasrat hathon mein gul-dasta hai
udhar sach bolne ghar se koī dīvāna niklegā
udhar maqtal meñ istiqbāl kī tayyāriyāñ hoñgī
udhar sach bolne ghar se koi diwana niklega
udhar maqtal mein istiqbaal ki tayyariyan hongi
इस्तिक़बाल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- आगे बढ़ कर लेना, स्वागत करना, स्वागत के लिए आगे जाना, आव-भगत आदर-सत्कार, स्वागत, अगवानी, अगुवाई, पेशवाई
- आगे बढ़ना, क़दम बढ़ाना
- क़रीब आने देना, निकट पहुँचना, निकटता पाना
- सम्मुख होना, आमने-सामने होना (किसी की तरफ़) मुँह करना, चेहरा करना
- (व्याकरण) भविष्य, मुस्तक्विल
- चाँद-सूरज का आमने- सामने होना, यह पूर्णमासी की रात को होता है
اِسْتِقْبال کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- پیشوائی، (کسی مہمان وغیرہ کو) بڑھ کر خوش آمدید کہنا
- آگے بڑھنا، قدم بڑھانا
- قریب آنے دینا، قریب پہنچنا، نزدیکی حاصل کرنا
- مقابل یا آمنے سامنے ہونا، (کسی طرف) رخ کرنا، منھ کرنا
- (صرف) زمانۂ آیندہ، زمانۂ مستقبل
- وہ کلمہ جو فعل مستقبل کے لیے مصدر سے بنایا جائے
- (ہیئت) چاند اور سورج کا ایک دوسرے کے مقابل ہونا
Urdu meaning of istiqbaal
- Roman
- Urdu
- peshavaa.ii, (kisii mehmaan vaGaira ko) ba.Dh kar Khushaamdiid kahnaa
- aage ba.Dhnaa, qadam ba.Dhaanaa
- qariib aane denaa, qariib pahunchnaa, nazdiikii haasil karnaa
- muqaabil ya aamne saamne honaa, (kisii taraf) ruKh karnaa, mu.nh karnaa
- (sirf) zamaana-e-aa.indaa, zamaana-e-mustaqbil
- vo kalima jo pheal mustaqbil ke li.e musaddir se banaayaa jaaye
- (haiyat) chaand aur suuraj ka ek duusre ke muqaabil honaa
Synonyms of istiqbaal
Antonyms of istiqbaal
Compound words of istiqbaal
Related searched words
Showing search results for: English meaning of istikbaal, English meaning of istikbal
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (istiqbaal)
istiqbaal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone