Search results
Saved words
Showing results for "'iyaadat"
Meaning ofSee meaning 'iyaadat in English, Hindi & Urdu
Origin: Arabic
Word Family: a-a-d
English meaning of 'iyaadat
Noun, Feminine
- visiting the sick
Sher Examples
dekhne aa.e the vo apnī mohabbat kā asar
kahne ko ye hai ki aa.e haiñ ayādat kar ke
dekhne aae the wo apni mohabbat ka asar
kahne ko ye hai ki aae hain ayaadat kar ke
aate haiñ ayādat ko to karte haiñ nasīhat
ahbāb se ġham-ḳhvār huā bhī nahīñ jaatā
aate hain ayaadat ko to karte hain nasihat
ahbab se gham-KHwar hua bhi nahin jata
ayādat ko mirī aa kar vo ye tākīd karte haiñ
tujhe ham maar Dāleñge nahīñ to jald achchhā ho
ayaadat ko meri aa kar wo ye takid karte hain
tujhe hum mar Dalenge nahin to jald achchha ho
aayā na ek baar ayādat ko tū masīh
sau baar maiñ fareb se bīmār ho chukā
aaya na ek bar ayaadat ko tu masih
sau bar main fareb se bimar ho chuka
aane lage haiñ vo bhī ayādat ke vāste
ai chārāgar marīz ko achchhā kiyā na jaa.e
aane lage hain wo bhi ayaadat ke waste
ai chaaragar mariz ko achchha kiya na jae
'इयादत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- रोगी का हाल पूछने और उसे ढारस देने के लिए उसके पास जाना, बीमार को देखने जाना या हाल-चाल मालूम करना
عِیادَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- بیمار پرسی، بیمار کی خبر لینا، بیمارکے پاس جا کر اس کی مزاج پرسی کرنا
Urdu meaning of 'iyaadat
- Roman
- Urdu
- biimaarapursii, biimaar kii Khabar lenaa, biimaar ke paas ja kar us kii mizaajpursii karnaa
Synonyms of 'iyaadat
Compound words of 'iyaadat
Idioms of 'iyaadat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of iyaadat, English meaning of iyadat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mansuuba
मंसूबा
.مَنصُوبَہ
plan, design, scheme, project
[ Hukumat ne ek panch formulayi mansuba shuru kiya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paiGaam
पैग़ाम
.پَیغام
message, mission, news
[ Tez-raftar paigham bhejne ke liye nihayat jadid aalaat (equipment) ka intizam kiya gaya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iltijaa
इल्तिजा
.اِلْتِجا
appeal, request
[ Mohammad ne apne ustaad se iltija ki vo use thoda aur waqt dein taki vo imtihan ki taiyari kar sake ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nafrat
नफ़रत
.نَفرَت
disgust, loathing
[ Chhipkali ek bad-surat janwar hai jisko dekh kar nafrat hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
justujuu
जुस्तुजू
.جُسْتُجُو
searching, seeking
[ Nau-khez doshiza ke liye laayeq ladke ki justuju chal rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-KHez
नौ-ख़ेज़
.نَوْ خیْز
the new, fresh, of the present
[ Ummid qawi hai ki aap is shaaer-e-naukhez ki mehnat ki daad aur liyaqat ka sila denge ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sho'bada
शो'बदा
.شُعْبَدَہ
juggling act, conjuring trick
[ Rakshas log bhi shobada-baaz hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
doshiiza
दोशीज़ा
.دوشِیزَہ
beautiful girl, gorgeous girl
[ Jab dusare sanduq ko khola to us mein se ek doshiza jadu-jamal pari-tamsal nikli ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imaarat
इमारत
.اِمارَت
wealth, richness, wealthiness
[ Agar apki imarat dusron ki madad ke kaam ati hai to ye apki sab se badi kamyabi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein itana masla rahta hai ki ghar jate hue bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us ('iyaadat)
'iyaadat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone